Friday, January 9, 2009

satyam ka asatya samne aaya hai,

na jane kitno ka ghar dubaya hai,

aare share ke diwano, ab to aakhen kholo,

kya ab bhi tumhare jagane ka, waqt nahi aaya hai.